Pages

Monday, July 8, 2013

Sherni

Ek aadmi ek khatarnaak Sherni khareed kar ghar le aaya.

Padosiyon ne poochha – “Bhaai ye sherni kyon le aaye ?”

Aadmi ne udaas swar me bataaya – “LAST MONTH meri WIFE gujar gai naa … toh ab uske bina ghar badaa soona-soona lagta hai mujhe … !”